Skip to main content

Nimbahera Vlog | Nimbahera City | Nimbahera Bike Ride | Nimbahera

 Video Link - https://youtu.be/w1ceklFQhpI Tags - Rajasthan Explore,nimbahera,nimbahera rajasthan,nimbahera vlog,places to visit in rajasthan,rajasthan,rajasthan tour,rajasthan tourism,rajasthan tourist places,rajasthan travel guide,rajasthan trip

Google par Free Website kaise banaye

Aapko Malum Hoga Ki Google Search Engine Ke sath sath kai aur Free product user Ko Provide Kar raha Hai. Gmail , Blogger.com , Play store, Google Drive…Etc. isake Alava Google me ” make free website ” ka bhi option Hota hai. Google Ki ye online website builder free Services hai. agar aapko free Website Create karni hai to google me available Hai.
Jis tarah Aap Blogger Me free Blog banate Hai, WordPress Me Website , blog Free bana Sakte Hai. Usi tarah Aap Google me free website design kar Sakte Hai. agar aap Free Me Website banana Soch rahe hai to Is Article Ke Step Ko Follow Kare. Next ; how to make your own website in Google ?
Google Par Free Website Kyu banaye ?
vaise To website banane ke sabhi Logo ke Different meaning hote hai. koi website ya
blog banakar Onlne Paise kamana Chahta Hai. koi apani Personal Website banata Hai. Koi company apani Product Ko Online Sell and Shopping Ke liye Website banati Hai. lekin aapko Google Me free Website banane Ke kya Benefits Hai Wo Mai batata Hu.
Benefits Of Free Google Website :
Google Me site Banana easy way Hai. isake Liye Aapko extra website builder knowledge Ki jarurat Nahi Hai.
Aap Free Me Google website kar Sakte hai.
Free Google Website Me tarah Ki File Free me Host Kar Sakte Hai.
Google Site Personal Website K Badhiya template – theme Design Free provide karta Hai.
free Google Site Se bhi A earning kar Sakte Hai. Adsense ya other Ads laga Sakte Hai.
google Me File, Documen Add karna Bahot Hi Simple hai.
Website Ke Liye Free Do Hai. Aapko Domain Buy karne Ki jarurat Nahi hai.
Blog Me Jaise Top Lavel Domain Kiya jata Hai Viase google Free Website Me Bhi TLD Add Kiya Jata hai.
Google par free website kaise banaye ?
Follow This Simple Step :
1. Google Site me Sing in kare.
2. Create pe Click Kare.
3. template Select Kare.
4. Free Website Name – Url Select kare.
5. Template Design Setup Kare.
6. Page Create Kare Or Publish Kare.
how to create free website In Hindi ?
Ab Ham In Sabhi Step Ko detail me batate Hai. Kaise Banaye ?
Step : 1 Create Website In Google
Isake Liye Aa Hona Jaruri hai. Hoga Isame ” Create ” Pe click Kare.
Isme Do ” In Classic Site ” Pe click kare.
Step : 2
Next Step Me Aapko sabse pahle Template Select Karna Hai. kare. ( Bad Me Ise Change Kiya Jata hai. )
Website Ka Name Add kare
Site Url Select Kare.
Note : aapne Jo website ka name Select kiya Hai wo automatically url Me add Ho jayega. aap Chahe To Ise Change Kar Sakte hai. Aapki Free Website Ka Address URL is Tarah Hoga. https://sites.google.com/site/hindinetguru
Theme Select kar Sakte hai, Na kare To bhi koi sakte hai. website Me bare Me Kuchh Word Likhe. Button hai, Ise Click kare.
Lo, Ban gai Aapki Google Par Free Website…!!!
Note : I’m not a robot ka Option aaye To Click karke Verify kare.
Agar Koi Problem Aati hai to Name or Url Change Kare.
Ye Bhi Padhe : Blogger Blog Ka Template Change Kaise Kare. ?
Step : 3
Google Site Me New Page kaise banaye ?
Aapki Google Free Website ban Gayi, aapko site ka home page Dikhai dega. lekin Abhi ye blank Hoga. kyuki Aapne Abhi tak Kuchh Content Nahi add Kiya hai.
Mai google Site Ke Option Ki Basic Jankari Deta Hu. Aapko Create Page Ka Option Milega.
Create page pe Click Kare. Tips
Select a template to use me Kahan Dikhana Chahte Hai wo Select Kare. Click Kare.
aapka page Ban jayega.
Is tarah Aap Page bana Sakte hai. Page Banane Ke bad Aap Editor me Aa jayenge.
yahan Aap Is page Me kya Add karna Chahte hai wo Content Likh Sakte hai. Kaise Banaye ?
Step : 4
Google Site Setup :
Google Site Setting Ka Option Top Me Hota Hai. Ise Click karke Dekhe.
Aapko Free Website Setup ke Kai option Mil Jayenge. Ise Khud Setup karne ka Prayas Kare. Problem Aaye to comment Me bataye.
Extra inning :
Is tarah Aap Google Par Free Website bana Sakte Hai. agar aap Free Website banate Hai aur Koi problem Hoti hai to Comment Me Jarur bataye. mai Google Site Ke Liye aur Bhi Post Aapko Provide karunga. example : template ? Console ? add kare ? Domain kaise Setup Kare ? ..etc.
Aapko article ” how to create free website in google hindi me ” Kaisa laga jarur bataye. Subscribe kare. Facebook page like Kare.

Comments

Popular posts from this blog

फोटो से वशीकरण कैसे करे ? मोबाइल की फोटो से करे किसी को भी अपने वश में

फोटो से वशीकरण का मंत्र के लिए आपको जिसको वश में करना है, उनका कोई अच्छा फोटो और उनका नाम सबसे महत्वपूर्ण है | फोटो से वशीकरण करने के बाद आप अपने नजर में काफी दूर रहने वाले व्यक्ति को वश में कर सकते हो | पावरफुल और फेमस वशीकरण मंत्र जिसके इस्तेमाल से आप किसी भी व्यक्ति का असरदार वशीकरण कर सकते हो | फोटो वशीकरण मंत्र का इस्तेमाल  आमतौर पर लोग किसी व्यक्ति का वशीकरण करने के लिए करते हैं, ज्यादातर लोगों को अलग-अलग प्रकार के वशीकरण मंत्र पता होते हैं | जैसे कि कामदेव वशीकरण मंत्र से आप किसी व्यक्ति को अपनी कामुकता के अधीन कर सकते हो और उस व्यक्ति का वशीकरण कर सकते हो, सूर्य वशीकरण मंत्र का इस्तेमाल करने से आप किसी भी व्यक्ति को प्रभावशाली वशीकरण कर सकते हो , विचित्र वशीकरण मंत्र का इस्तेमाल करने से आप किसी भी व्यक्ति का उसके मनके बावजूद उस व्यक्ति का वशीकरण कर सकते हो, भैरवी हिप्नोटिजम इस वशीकरण मंत्र का इस्तेमाल आप किसी व्यक्ति को अपने वश में करने के लिए और उस व्यक्ति को हिप्नोटाइज यानी कि  सम्मोहित  करने के लिए इसका इस्तेमाल कर सकते हो | दोस्तों फोटो से वशीकरण करने के लिए आपक

चमत्कारिक मेहंदीपुर बालाजी मंदिर- प्रेत-भूत बाधा दूर करने का सबसे प्रसिद्ध और विश्वसनीय स्थान

Mehandipur Balaji Story in Hindi  : यूं तो भारत में हनुमानजी के लाखों मंदिर हैं। हर मंदिर पर भक्तों की भीड़ उमड़ती है, पर राजस्थान के दौसा जिला स्थित घाटा मेंहदीपुर बालाजी की बात ही अलग है। मेंहदीपुर बालाजी को दुष्ट आत्माओं से छुटकारा दिलाने के लिए दिव्य शक्ति से प्रेरित हनुमानजी का बहुत ही शक्तिशाली मंदिर माना जाता है। यहां कई लोगों को जंजीर से बंधा और उल्टे लटके देखा जा सकता है। यह मंदिर और इससे जुड़े चमत्कार देखकर कोई भी हैरान हो सकता है। शाम के समय जब बालाजी की आरती होती है तो भूतप्रेत से पीड़ित लोगों को जूझते देखा जाता है। राजस्थान के दौसा जिले के पास दो पहाडिय़ों के बीच बसा हुआ मेहंदीपुर नामक स्थान है। यह मंदिर जयपुर-बांदीकुई- बस मार्ग पर जयपुर से लगभग 65 किलोमीटर दूर है। दो पहाडिय़ों के बीच की घाटी में स्थित होने के कारण इसे घाटा मेहंदीपुर भी कहते हैं। गीताप्रेस गोरखपुर द्वार प्रकाशित हनुमान अंक के अनुसार यह मंदिर करीब 1 हजार साल पुराना है। यहां पर एक बहुत विशाल चट्टान में हनुमान जी की आकृति स्वयं ही उभर आई थी। इसे ही श्री हनुमान जी का स्वरूप माना जाता है। इनके चरणों में छोटी स

Nimbahera Vlog | Nimbahera City | Nimbahera Bike Ride | Nimbahera

 Video Link - https://youtu.be/w1ceklFQhpI Tags - Rajasthan Explore,nimbahera,nimbahera rajasthan,nimbahera vlog,places to visit in rajasthan,rajasthan,rajasthan tour,rajasthan tourism,rajasthan tourist places,rajasthan travel guide,rajasthan trip