aapko title se hi pata chal gaya hoga ki is post me kya hai,to chaliye shuru karte hai, sabse pahle jaante hai google analitics me account kyu banaye, dosto yadi aapne apna blog banaya hai to ye jaanna aapke liye bahut jaruri ho jata hai ki hamare blog ki स्तिथी kya hai,hamare blog me koi aata hai ya nahi, hamare likhe post ko koi padhta hai ya nahi, to ye sab jaanne ke liye google analitics me account banana hota,jo ki asani se free me ban jati hai, google analitics google ki hi ek survice hai jo hamare blog,hamare website,hamare youtube channel ko track karti hai aur hame in sabhi ke baare me puri jaankari uplabdh karti hai. google analitics ke jariye hum apne blog,website,you tube channel, ki ye sab jaankaari le pate hai, yaha mai sirf blog likh raha hu aap blog ki jagah website ya you tube bhi rakh sakte hai. 1:- Blog ko ek din me ek week me,ek month me kitne logo ne dekha. 2:-blog me log kya search kar ke aaye the. 3:-blog ko kis...